Posts

Showing posts with the label "Public Poll: Middle East Jhang – Agle Kuch Dino Mein Kya Hone Wala Hai? Aap Ki Raye Kya Hai?"

"Public Poll: Middle East Jhang – Agle Kuch Dino Mein Kya Hone Wala Hai? Aap Ki Raye Kya Hai?"

Image
 Sawal Viewers Se: Middle East Jhang 2026 – Agle 30 Dinon Mein Kya Hone Wala Hai? Dunya is waqt aik aisi jhang ki lapait mein hai jis ka nateeja har guzarte ghante ke saath badal raha hai. Iran ke Tel Aviv par missile hamlon aur America ki janib se "shadeed tareen strikes" ke elan ne dunya ko do-rahe par khara kar diya hai. Lekin "Rozgar Guide Pakistan" ke viewers ka kya khayal hai? Hum aap se poochte hain ke aane wale dino mein aap kya hota dekh rahe hain? 🔎 3 Bare Sawalaat – Aap Ki raye Kya Hai? 1. Kya Tel ki Qeemat $150 tak pahunch jayegi? Iran ne Strait of Hormuz ko mukkamal band karne ka ishara diya hai. Agar aisa hota hai toh global oil supply ruk jayegi. Aap ka khayal: Kya Pakistan mein petrol ki qeemat 400 ya 500 rupay tak ja sakti hai? Is se aap ke karobar ya naukri par kya asar parega? 2. Overseas Pakistaniyon Ka Mustaqbil: Wapsi ya Sabr? UAE aur Saudi Arabia mein drone hamlon ke baad khauf ki faza hai. Sawal: Kya Gulf countries mein mojud hamare bhaiyon ...